Ishq..ufhhh Allah

کاش کہ دل دو ہوتے عشق میں
ایک رکھتے ایک کھوتے عشق میں

**Meer taqi meer

**

Sirf 2?

Re: Ishq..ufhhh Allah

kam hain kya ..app ke hisaab se kitney huney chahiye or kyun :5:

Re: Ishq..ufhhh Allah

ek kash kahin aisa hota ke do dil hote seene main :hinna:

acha gana tha, boht hi rondu tha lekin

Re: Ishq..ufhhh Allah

gana tha :hmmm:

AGer hutey tu baqi chezein kahaan jateen..ek rash lag jata :cb:

Re: Ishq..ufhhh Allah

:)

Re: Ishq..ufhhh Allah

ye kya hai yahan aiyna nahi laga hai :cadet:

Re: Ishq..ufhhh Allah

Tum mujhey phir bhi dikh rahi ho :p

Re: Ishq..ufhhh Allah

aik nay hi sayyapa dala howa hai...do hotay tu kya hota....