Ishq per Karbala ka saya hai

عشق تو سر ھی مانگتا ہے میاں
عشق پر کربلا کا سایا ہے

Re: Ishq per Karbala ka saya hai

:hmmm:…Bhossay walay Dabbay ka itna pahDDa..? :hayaa:

Re: Ishq per Karbala ka saya hai

:konfused:

Re: Ishq per Karbala ka saya hai

Nyc

Re: Ishq per Karbala ka saya hai

Please explain to him

Re: Ishq per Karbala ka saya hai

:halo:oh God… :smiley:

sorry i cant explain :slight_smile:

but kuch cheezain aisi hoti hain k Explanation un ki death hoti hay :slight_smile:

Re: Ishq per Karbala ka saya hai

baat to sach hai magar baat hai ruswai ki

Re: Ishq per Karbala ka saya hai

ruswai ki hay ya jo bhi hay meri nazar to aap ki 98 thousands plus posts per rehti hay :(

meri to 1,000 b ho ja'in to bari baat ho gi :(

Re: Ishq per Karbala ka saya hai

:LB:

Re: Ishq per Karbala ka saya hai

Tou maiN Inkaar SamjhooN Kia :bummer:

Re: Ishq per Karbala ka saya hai

abhi to aap ko 2 maah huwe hain... 5 saal main ho ajen ge aap ke bhi

Re: Ishq per Karbala ka saya hai

hahahaha Q sharminda ker rahay hain sir :slight_smile:

Re: Ishq per Karbala ka saya hai

wesay inni posts honay main b yahan k logon ka hath ziada hay jo poetry main b fun dhoond k doosray ko comments per majboor ker detay hain otherwise main to kam hi bolti hoon :)

Re: Ishq per Karbala ka saya hai

Izzat afzai ka buhat shukaria :p

Re: Ishq per Karbala ka saya hai

u com com :)