ishq main khud ko bhula diya

Kabi aieyyaton mae parha tujhe …
kabi haraf haraf likha tujhe…
kabi dil se tujh ko pukar k koi shair apna suna diya…
bhula diya bhula diya tere ishq mae khud ko bhula diya…

ye ajeeb ishq k khail hain jahan laazzaton mae kami nai…
kabi mein ne tujh ko hansa diya ,
kabi mein ne tujh ko hansa diya ,
kabi tu ne mujh ko rula diya,
bhula diya bhula diya tere ishq mae khud ko bhula diya…

Re: ishq main khud ko bhula diya

Nice One Punjabi Kuri..:k: