Ishq ko bad dua nahee’n deitay
Ishq ka eihtaram kartay hain
Wajh-a-takhleeq-a-kainat hay ishq
Ishq ko hum salam kartay hain
Ishq wo rabt hay key jis k toufail
Hum Khuda say kalam karat hain
Ho gya hay humeen bhi ishq Suhail
Zindgi is kay naam kartay hain