Na kar zara bhee tawajoH khata-e-dusman par
Aik intaqam hay yeah bhee, kay intaqam na lay
hmmmmmm nice not bad
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Kar diya izhare-ishq hamne telephone par,
lakh rupe ki bat thi , do rupai main ho gayee
so true! :)
~yeh noor ke sholay uthtay hain, mera hee dil garmanay ko
jo bijli ufak main chamki hai, chamki hai mere taRpanay ko~
Apnay akailay pan ka main kis say gila karoon
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay~
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
I’m Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be
( Muhammad ALI )
very nice jee
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!