http://preeet.net/wp-content/uploads/2013/03/Ishq-Ki-Deewar-kay-Dono-Taraf-Saya-Nahi.jpg
Re: Ishq ki deewar ke dono taraf saaya nahin
yeh koe khayali deewar to nahin
Re: Ishq ki deewar ke dono taraf saaya nahin
tnad per jaigi beth jaingy aram se :cb:
bas eshq ko 3 bol ki mar perdo
Re: Ishq ki deewar ke dono taraf saaya nahin
3 bol ke baad ishq nahin rehta
Re: Ishq ki deewar ke dono taraf saaya nahin
ishq to hai hi khayali pulao
Re: Ishq ki deewar ke dono taraf saaya nahin
ik paasay zarori hy…?![]()
Re: Ishq ki deewar ke dono taraf saaya nahin
kehRe paasay? ![]()
Re: Ishq ki deewar ke dono taraf saaya nahin
Wohi to Aap sy pocha hy…?
Re: Ishq ki deewar ke dono taraf saaya nahin
Deevar mein chunn jao phir
Re: Ishq ki deewar ke dono taraf saaya nahin
waddi aai Mughal e Azam…
Mughal azam, zill e ilahi.. maha bali teri dekh li shahi
zanjeeron main kahan ruke hain pyar safar main ishq ke rahi :halo:
Re: Ishq ki deewar ke dono taraf saaya nahin
anjeeron mein rukay na rukain …devaar mein zaruur ruk jaein gay ..jab lucky cement lagay ga
Re: Ishq ki deewar ke dono taraf saaya nahin
WOW ![]()
Re: Ishq ki deewar ke dono taraf saaya nahin
lagtaa hai mausoof Ghalib ke ghar kii deevaar kaa zikr-e-Khair kar rahe haiN! ![]()
Re: Ishq ki deewar ke dono taraf saaya nahin
aap ne kab marketing shroo kar di?