Ishq insaan ko paaGal nahi hone deta

***Khud ko kirdaar se ojhal nahi hone deta wo kahani ko mukammal nahi hone deta sanG bhi phenkta rehta hai kaheeN sahil se aur pani maiN bhi halchal nahi hone deta roz ik leher utha lata hai bekhawabi maiN aur ankhhoN ko bhi bojhal nahi hone deta dhoop bhi cha'oN bhi rakhta hai saroN per laikin aasmaN per kahin badal nahi hone deta phool hi phool khilata hai sar-e-shakh-wajood aur khushboo ko musalsal nahi hone deta aalam-e-zaat maiN darwaish bana deta hai Ishq insaan ko paaGal nahi hone deta.***

:k: kesi hain nazo long tame no see :frowning:

very nice :k:

koyal ap dono kabhi ek dosray ko milti bhi hain :confused:

:smiley:

bohat khoob..

Wah Ji Wah Kia Kehnay Hain :)

Re: Ishq insaan ko paaGal nahi hone deta

[QUOTE]
Originally posted by ~Nazish~: *

**Khud ko kirdaar se ojhal nahi hone deta

aalam-e-zaat maiN darwaish bana deta hai
Ishq insaan ko paaGal nahi hone deta.***
[/QUOTE]

So true, laiking phir log ishq ko pagal pan kyon kehtai hain ?

Nice ....:~)

Re: Ishq insaan ko paaGal nahi hone deta

[QUOTE]
Originally posted by ~Nazish~: *

**

aalam-e-zaat maiN darwaish bana deta hai
Ishq insaan ko paaGal nahi hone deta.***
[/QUOTE]

Bohat khoob...Allah karey ke aesa hi hota ho...nice choice ~Nazish~

laajawab… :k:

very nice

boht achay :k:

Re: Ishq insaan ko paaGal nahi hone deta

[QUOTE]
*Originally posted by ~Nazish~:
Ishq insaan ko paaGal nahi hone deta

[/QUOTE]

So true :-)

bohat khoob :-)

Re: Re: Ishq insaan ko paaGal nahi hone deta

Thanks everyone.

[QUOTE]
*Originally posted by Hawkeye: *

So true, laiking phir log ishq ko pagal pan kyon kehtai hain ?
[/QUOTE]

vo khud paagal hote hain ;-)

:flower1:

nice :k:

tu tumharay pagal pan ki kiya wajah hai ?? :p

nice choice :)

Thanks everyone.

[QUOTE]
*Originally posted by Gemini the Great: *
tu tumharay pagal pan ki kiya wajah hai ?? :p

[/QUOTE]

Vo pichhla asar abhi baqi hai ;-)