Jo tum mayoos ho jao, to Rab se guftugoo krna,
Wafa ki arzoo krna,
Safar ki justujoo krna,
Jo tum mayoos ho jao,
Rab se guftugoo krna,
Yeh aksar ho bhi jata hai,
K koi kho bhi jata hai,
Muqaddar ko bura bhala jano gay,
To phir yeh so bhi jata hai,
Agr tum hosla rakho,
Wafa ka silsila rakho,
Jisay tum Khaliq kehtay ho,
To Us se raabta rakho,
Main yeh da’away se kehta hun,
Kabhi nakaam na ho gay,
Ishq-e-Haqeeqi ko samajh jao,
Kabhi badnaam na ho gay,
Re: ~Ishq-e-Haqeeqi ko samajh jao,kabhi badnaam na ho gay~
jazaak Allah...bahot umda kalaam hai...shukria :)
Re: ~Ishq-e-Haqeeqi ko samajh jao,kabhi badnaam na ho gay~
ur welcome :rotato:
Re: ~Ishq-e-Haqeeqi ko samajh jao,kabhi badnaam na ho gay~
Wah Wah. I really need these words. Thanks for posting
Re: ~Ishq-e-Haqeeqi ko samajh jao,kabhi badnaam na ho gay~
^:)
Re: ~Ishq-e-Haqeeqi ko samajh jao,kabhi badnaam na ho gay~
nice sharing rabb se kaalm karna :k: