Re: Ishq aazaar aur Honey Moon Period
main to aap ki Urdu ki ravani main beh gaya
maza aa gaya.. aisa laga apni likhi hui diary padh raha hoon 
baqi sab theek ye bataiye majboori main ishq main kaise mubtala ho jata hai…
ye iss shair se koi connection hai?
Kuch ishq tha kuch majboori thi so maine jeevan waar diya
main kaisa zinda dil aadmi tha ek shakhs ne mujhko maar diya