.. ise batana kay iske yadoon kay saray sahfay jala chuka hoon ..

mere wafaa ne kehlayay tha jo gulab saray johls gayay haintumhare aankhon mein jis qadar tha woh khwab saray johls gayay hain mere zameen ko kese nayay hadsay ka hai intazar shayadgunh pegahlnay lagay hain ajr-o-sawab saray johls gayay hain jo tum gayay to mere nazar pe haqeqatoon ke azab utrayyeh soucta hoon ke kia karo ga sarab saray johls gayay hain yeh mojza sirf aik sab ke masaftoon kay sabab hoa haitumharay aur meray darmia'n ke rajhaab saray johls gayay hain *ise batana kay iske yadoon kay saray sahfay jala chuka hoon**ketab dil mein raqam thay jitnay woh bab saray johls gayay hain* nazar utao mein jis tarf bhi maheeb sayay hain zulmatoon kayyeh kia ke meray naseeb kay mahtaab saray johls gayay hain tumhare nazron ke yeh tapess hai ke meray lafzoon pe ablay hainsawal saray johls gayay hain jawab saray johls gayay hain yeh aag kahmoshion ke kase tumhare aankhon mein tarte hai tumharay honto pe darj tha jo nesaab saray johls gayay hain Ps: please let me know if you know who is the poet .. i have this ghazal but i don't have the poet name .. :-/

Re: .. ise batana kay iske yadoon kay saray sahfay jala chuka hoon ..

I dont know :bummer:

Re: .. ise batana kay iske yadoon kay saray sahfay jala chuka hoon ..

ye to nahi pata ke kis ki hey, lekin achi hey jis ki bhi hey:k:…thanx for sharing with us :slight_smile:

Re: .. ise batana kay iske yadoon kay saray sahfay jala chuka hoon ..

beautiful :-)

Re: .. ise batana kay iske yadoon kay saray sahfay jala chuka hoon ..

Lovely......** GKK **.... thnx 4 sharing......

Re: .. ise batana kay iske yadoon kay saray sahfay jala chuka hoon ..

thanx guys .. :=s .. but i need the poet's name na .. :( ..

Re: .. ise batana kay iske yadoon kay saray sahfay jala chuka hoon ..

Boot Khub

Re: .. ise batana kay iske yadoon kay saray sahfay jala chuka hoon ..

thanx .. naam dohndo .. :-(