is umer k wadoon ko shumaar mat kerna

**is umer k wadoon ko shumaar mat kerna
kisi ajnabi ko apne dil ka qarar mat kerna

is umer main khush fehmian acchi nahi hotein
is umer main tum kisi say payar mat kerna**

Re: is umer k wadoon ko shumaar mat kerna

Yeh kis umar ki baat ho rahi hai thakur:hmmm:

Re: is umer k wadoon ko shumaar mat kerna

kaun si umar hay phir payar karny ki...

Re: is umer k wadoon ko shumaar mat kerna

**is umer main khush fehmian acchi nahi hotein
is umer main tum kisi say payar mat kerna

waqai ye kis umr ki baat hai?
**

Re: is umer k wadoon ko shumaar mat kerna

Kachi Umar..........

Re: is umer k wadoon ko shumaar mat kerna

ye kachi umer kon c hoti hy or kaisay pakti hy

Re: is umer k wadoon ko shumaar mat kerna

Bali umarya mein yeh dil kho gaya:hmmm:

Re: is umer k wadoon ko shumaar mat kerna

:k:

Itny Bholay to Aap bhi nhi…?:hmmm:

Re: is umer k wadoon ko shumaar mat kerna

:hat:

Re: is umer k wadoon ko shumaar mat kerna

yani bali umr

:hehe: