Is this shirk to you?

arey bas karooo bhaiii itni mushaqaat naa karoo aik din-e-kamil aur sada ku tum log kyoon uljhaa rahay hu mat chakaar do loogoon ko
allah ka wastaa hay allah kay din ku uskay haal par chor do
baray phannay khaan banay hue hu saray
koi yateemoon ko saharaa day loo
koi bhookoon ko rotii khilaa doo
koi dardmand ka mudawa kar loo
kisi beemaar ki shifaa ki dua karo
koi insaanyaat ka lehaaz karo

allah kay wastay chor do sab mubhaligh mufassir mudarris aalim fazil banana

goo namazeen hum nay lakhoon parheen zaki
char ashkoon say razii khuda hu gyaa