Re: Is that true?
**hahaha…ab REAL meN to bahot mushkil hai itnii jaldii…aisaa karte haiN ek MOCK shaadii kar lete haiN ![]()
haN, saHeeH farmaayaa aapne…miyaan jii ko din dahaaRe looTne kaa bahtareen mauq’a hai…isse pahle k vo ‘miyaaN ji’ se “miyaauuN jii” ban jaayeN
**