Is shehar k logon nay

Aadat he bana li hai
Is shehar k logon nay
Andaz badal laina
Awaz badal liana
Dunia ki mohabbat main
Atwaar badal liana
Mousam jo naya aaye
Raftaar badal laina
Aghyaar wohi rakhna,
Ehbaab badal liana
Aadat he bana li hai
Is shehar k logon nay

Rastay main agar milna
Nazroon ko jhuka laina
Awaz agar do tou
Katra k guzar jana
Har aik say juda rehna,
Har aik say khafa rehna
Har aik ka gila karna
Jaatay hue raahi ko
Manzil ka pata day kar
Rastay main rula daina.
Aadat he bana li hai
Is shehar k logon nay…!!!

every single word of this poem…touched ma heart

Re: Is shehar k logon nay

bohat khoob :k:

Re: Is shehar k logon nay

thxxx WG

Re: Is shehar k logon nay

wonderful :)

Re: Is shehar k logon nay

baat tu such hey magar bahut ruswaee ki :(

Re: Is shehar k logon nay

Bohat khoob BlindHope...