is shaakh se toOta huwa lamha mujhaY daiNa

*** aieY meraY ahsaas-e-janooN kia mujhaY daina? dar'eeYa usaY bakhsha tu sehRa mujhaY daiNa?

jab waQat ki muR’jaieY huwei shaaKh sambhaloO
is shaakh se toOta huwa lamha mujhaY daiNa

choo jaieY huwaa jis se tu khushboO teRi aieY
jateY huweY ik zakham tu aisa mujhaY daiNa

shaab bhaR ki musafat hai gawahi ki talbGaaR
aieY subha-e-safaR apna sitaRa mujhaY daiNa

ek daRd ka maila k laga hai dil-o-jaaN maiN
ek rooh ki awaaZ k “raasta mujhaY daiNa” :teary3:

ek taaZa gazal aazaN-e-sukhaaN maanG rehi hia
tum aapna mehaktaa huwa lehjaa mujhaY daiNa

wo muj se kahiN bhaR k musebaT maiN tha “Mohsin”
rah rah k maGar is ka dilaasa mujhaY daiNa


Re: is shaakh se toOta huwa lamha mujhaY daiNa

wowww jano gi kya baat hai very very veryyyyyy nice :slight_smile:

nice indeed! :)

Re: Re: is shaakh se toOta huwa lamha mujhaY daiNa

[QUOTE]
*Originally posted by chand_chehra: *

wowww jano gi kya baat hai very very veryyyyyy nice :)
[/QUOTE]

hey chando:) g maaR dala tusi nay ani tareef kaR k :)

thanks tanhayaan sis and welcome on ma boat …:flower1:

thank you dear, just wondering do you write poetries by yourself too? :)

Buhat khoob :k:

ek daRd ka maila k laga hai dil-o-jaaN maiN
ek rooh ki awaaZ k "raasta mujhaY daiNa"

ek taaZa gazal aazaN-e-sukhaaN maanG rehi hia
tum aapna mehaktaa huwa lehjaa mujhaY daiNa

wo muj se kahiN bhaR k musebaT maiN tha "Mohsin"
rah rah k maGar is ka dilaasa mujhaY daiNa

Bahot Khub Bahna. Nice choice to share. Thank u.

Nice Choice Nj sis Thanks for sharing :~)

thanks SB and G-e-T.............:)

[QUOTE]
*Originally posted by Pramod: *
ek daRd ka maila k laga hai dil-o-jaaN maiN
ek rooh ki awaaZ k "raasta mujhaY daiNa"

ek taaZa gazal aazaN-e-sukhaaN maanG rehi hia
tum aapna mehaktaa huwa lehjaa mujhaY daiNa

wo muj se kahiN bhaR k musebaT maiN tha "Mohsin"
rah rah k maGar is ka dilaasa mujhaY daiNa

Bahot Khub Bahna. Nice choice to share. Thank u.
[/QUOTE]

thanku thanku Pra g ... keep smiling...:)

:k: zaberdast niakami janu ji :slight_smile:

Re: is shaakh se toOta huwa lamha mujhaY daiNa

Bohat khoob NikamiJi:):k:

Re: Re: is shaakh se toOta huwa lamha mujhaY daiNa

thanks ** Amal ** Sahib…:slight_smile:

and thanks niki:)

:teary1:

wicked…

*jab waQat ki muR’jaieY huwei shaaKh sambhaloO
is shaakh se toOta huwa lamha mujhaY daiNa

wo muj se kahiN bhaR k musebaT maiN tha “Mohsin”
rah rah k maGar is ka dilaasa mujhaY daiNa

zabardast haye …

zabar10 heay

http://www.gupistan.com/gallery/1/sss.gif