is naGhme ko sun kar dil maGhmoom ho gayaa! :(

kabhi aisaa hotaa hai k aap koii naGhma sunte haiN to vo aapke dil o dimaaGh par taarii ho jaataa hai aur koii dukhtii rag phaRak uThtii hai…is naGhme ko sun kar maiN maGhmoom ho gayaa! :frowning:

ab kaun saa naGhma sunuuN k dil se yeh kaale lambe saaye chhaT jaayeN? :frowning:

Re: is naGhme ko sun kar dil maGhmoom ho gayaa! :(

awwww