![]()
Diwana banati hay aadmi ko ye larkiyan
kawaboon mein a kr darati hain yeh larkiyan
![]()
![]()
Diwana banati hay aadmi ko ye larkiyan
kawaboon mein a kr darati hain yeh larkiyan
![]()
Re: Is it true
hahaha very funny
yeh larke darate hai hum larkiyon ko
Re: Is it true
kawabon main? ![]()
u mean kabab?
lol.. ![]()
Re: Is it true
Nahi kawaboon mein mirchi ziyada hoti hay isliyeh.
Oye kawab mein kabab. or kiya
Re: Is it true
khud hi samjhtay ho bass..humain tou samajh nahi aai ![]()
Re: Is it true
U Ka maghaz kahi or hay that's why u don't understand
dania tum bi
Re: Is it true
Yaar larkiya itni mirchi waly kawab banati hay k ab to dr lagta hay
Re: Is it true
kabab me mirchi na ho to woh kabab nai kehlate:hoonh:
Re: Is it true
to kiya lollypop kehlaty hain
jo bhi ho i don’t like ziyada mirchi waly ![]()
tou samjha do na ![]()
![]()
larkay bhi banatay hain..restaurants main saray chef larkay hotay hain.. ![]()
ab bolo ![]()
![]()
Re: Is it true
Larky (chef) jo banatain hain woh taste hotain hain
lekin larkiya ko kawab lagta hay ke mirchi ka baisan Allah Bachay
Re: Is it true
dania ye kya topic laayi kabab ki, now am hungry all coz of u:hinna:
to is me nai baat to koi he nai, best chefs of the world are men:chai:
Re: Is it true
Oye kawab mat khana buht mirchi hoti hay haan kabab ka saktay ho :)
Re: Is it true
to ab ye kawab kya he?:hinna:
Re: Is it true
kawab jo hotain hain woh lamby chorain hotain hain jo larkiya banati hay very scary n mirchi walain ............. me daring
Re: Is it true
salamz every1
kawab jo hotain hain woh lamby chorain hotain hain jo larkiya banati hay very scary n mirchi walain ............. me daring
khane ki cheez aur scary?
salamz every1
wslm on beahalf everyone:@: