Re: Is it blasphemous?
but this argument apply’s in every field. lakin shairi tu demand karti hai k usay asal rooh may samjha jayee…abb experience na milnay wali baat aik had tak valid ho sakti hai lakin experience nahi hai kehtay rehna is not good…nahi hai tu aap shaori toor pay kosish karain…parhain… may nay tu aap ko kaha hai k 3 chezain aap ko parhni chahiyay lazmi shairi ki explanation k liyay
Tashbeehaat
talmeehat
culture
or ista-aa-raat