Is it blasphemous?

Re: Is it blasphemous?

aap ko aik kalaam sunananay ka mashwara doon ga…data sahab may beth k qawali ki gaye hai is kalam pay…mehar ali or shair ali nay…bedum shah warsi ka kalam hai…

Bekhud kiyay detay hain, yeh andaz-e-hijaban, aa dil may tujhay rakh loon, aye jalwa-e-jananaa… is kalam ka aik shair hai

Jis ja nazar aathay ho sajday wahi kartha hoon
iss say nahi kuch matlab kaba ho ya buth khana

yahan pay butt khana kisay kaha gaya hai…is ko samjhain…