is dil men aas ka ik diya, wo gaya to hamne jalaa liya

Re: is dil men aas ka ik diya, wo gaya to hamne jalaa liya

gaye mausamon ki khabar nahi, naye mausamon ka pata nahi
woh mere sheher say chala gaya kisi gul nay mujhse kaha nahi

mutawaqqo hijr ke sog main hi guzar na jaoon main jaan se
mujhay koi de ye khabar ke haan woh gayaa nahi, wo gayaa nahi

mass communication k dour itee beykhabri???