is dil men aas ka ik diya, wo gaya to hamne jalaa liya

gaye mausamon ki khabar nahi, naye mausamon ka pata nahi woh mere sheher say chala gaya kisi gul nay mujhse kaha nahi

yahi soch kar meri aankh se kabhi koi ashk baha nahi
rahe aankh main jo hai ghata, jo baras gayi woh ghata nahi

is dil men aas ka ik diya, woh gaya to hamne jalaa liya
woh diya jo dil main udaasiyon ki aandhiyon se bujha nahi

main charaag sa hoon bujhaa bujhaa, shab-e-hijr teerah-o-taar hai
mai nay khud chuni hai ye teergi mujhe us se koi gila nahi

mutawaqqo hijr ke sog main hi guzar na jaoon main jaan se
mujhay koi de ye khabar ke haan woh gayaa nahi, wo gayaa nahi

Re: is dil men aas ka ik diya, wo gaya to hamne jalaa liya

wah.. :k:

Re: is dil men aas ka ik diya, wo gaya to hamne jalaa liya

:lajawab:

great :k:

Re: is dil men aas ka ik diya, wo gaya to hamne jalaa liya

mutawaqqo hijr ke sog main hi guzar na jaoon main jaan se
mujhay koi de ye khabar ke haan woh gayaa nahi, wo gayaa nahi<!-- google_ad_section_end -->
*

bohat ahla
<!-- / message --> *

Re: is dil men aas ka ik diya, wo gaya to hamne jalaa liya

bht khoob shab e hijr

Re: is dil men aas ka ik diya, wo gaya to hamne jalaa liya

gaye mausamon ki khabar nahi, naye mausamon ka pata nahi
woh mere sheher say chala gaya kisi gul nay mujhse kaha nahi

mutawaqqo hijr ke sog main hi guzar na jaoon main jaan se
mujhay koi de ye khabar ke haan woh gayaa nahi, wo gayaa nahi

mass communication k dour itee beykhabri???

Re: is dil men aas ka ik diya, wo gaya to hamne jalaa liya

buhut khoob ji :)

awesome

tfs

ba'az auqaat ankhon dekhi cheez per bhi yaqeen karne ko dil nahin karta

Re: is dil men aas ka ik diya, wo gaya to hamne jalaa liya

nice sharing

Re: is dil men aas ka ik diya, wo gaya to hamne jalaa liya

Nice. :k:

thanks everyone :flower1:

Re: is dil men aas ka ik diya, wo gaya to hamne jalaa liya

wahhhh....
Zabardasst.....!

Re: is dil men aas ka ik diya, wo gaya to hamne jalaa liya

bohat aa'ala makhannu.

Re: is dil men aas ka ik diya, wo gaya to hamne jalaa liya

Very Nice Shab-e-Hijar...

Re: is dil men aas ka ik diya, wo gaya to hamne jalaa liya

hmmmm :chai:

Beautiful Chando g :) *

u know what jano that call was from bank of america :D.. Thank God you were not sleeping phew

thanks everyone :flower1: