*
**is dil men aas ka ik diya, woh gaya to hamne jalaa liya
woh diya jo dil main udaasiyon ki aandhiyon se bujha nahi**
main charaag sa hoon bujhaa bujhaa, **shab-e-hijr** teerah-o-taar hai
**mai nay khud chuni hai ye teergi mujhe us se koi gila nahi**
Beautiful Chando g :)
*