tobah saary tabbar ka order dia hai ya sirf apna
yahn meri adalat hai nah qazi nah wakeel nah gawah
main khud zabah karoon nai rawait dalonn fakhta ko aorat ny zabah kar dala
tobah saary tabbar ka order dia hai ya sirf apna
yahn meri adalat hai nah qazi nah wakeel nah gawah
main khud zabah karoon nai rawait dalonn fakhta ko aorat ny zabah kar dala
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
**main khud haseenaoon sy kum nahin, sirf dekhny sy halal kar doon **
** per mera dil cha raha hai kah main fakhta kah lia taiz dhary wali churi use karoon**
**
hehehe…Allah tumhaarii muraad poorii kare…vaise…chhappan [56] chhurii pataa hai kise kahte haiN?
**
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
patha to nahin lakin jub fakhta ko zabah karny kah lia order doon g sub patha chal jy ga
or abhi abhi dil main khaial aia hai kah kiun nah gosht katny kah lia main tooka istimaal karoon
**
hahaha…yeh tooka kai hotaa hai? vaise…kia kabhii qasaaiiyoN ke moHalle men bhii rahnaa huaa hai kia tumhaaraa?
**
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
mian khud qasai hoon mohallah ki kia bat kar rahy ho
main jis mohallah main bhi gai loog apna ghar bar chor kar bhag gy
**
hahaha…baRii Khatarnaak ho mashaa Allah…vaise…Hubby baRe jigre waale haiN jo abhii tak aRe huye haiN
itnii baateN kahaN se seekhii haiN?
**
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
hubby mashallahboht achy hain
main asal main halaku khan ki bhanji hooon kia karoon
**
avatar meN cigarette peene ke ishTyle se to churchill ke Khaandaan kii lagtii ho…maiN ne agar apne Khaandaan kaa naam bataa diyaa to Halaku KhaN bhaagte nazar aayeNge
**
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
aap kah khandan ki khooprian sath lah kar hee halaku bhagy ga
**
jii nahiiN…hamaarii khpRiyaaN lohe kii haiN…pahle lohe ke chane to chabaa kar dikhaayeN
laRaaii kaa mooD abhii hai k ab rok duuN Firing?
**
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
larai kia karoon mery bety ny poory ghar main pancake dal dia hai jati hoon clean karny bye
**
aaaaaaaaaaaaawwwwwwwww shoo cuteeeeeeeeeee…bachche sharaartii achchhe lagte haiN na?
**