aye shama-e-kuay jaanan hae tez hawa, maana lau apni bacha rakhna - raston pe nigaah rakhna aesi ki kisi shab mein aayega yahan koi, kuch zakhm dikhane ko ik tuuta huwa waada, mitti se uthane ko paeron pe lahuu uske aankhon mei dhuaan hoga chehre ki dararon mei beetey huwe barson ka ik ik nishaa hoga bolega na kuch lekin, fariyaad kunaan hoga aye shama-kuay jaanan wo khaakh basar rahi- wo sokhta parwana jab aaye yahan usko mayuus na lotana ho tez hawa kitni,lau apni bacha rakhna raston pe nigaah rakhna- raahi ka pata rakhna iss bhed bhari chup mei ik phool ne khilna hae usne inhi galiyon mei, ik shaks se milna hae
aye shama-e-kuay jaananhae tez hawa, maanalau apni bacha rakhna - raston pe nigaah rakhnaaesi ki kisi shab meinaayega yahan koi, kuch zakhm dikhane koik tuuta huwa waada, mitti se uthane kopaeron pe lahuu uskeaankhon mei dhuaan hogachehre ki dararon meibeetey huwe barson kaik ik nishaa hogabolega na kuch lekin, fariyaad kunaan hogaaye shama-kuay jaananwo khaakh basar rahi- wo sokhta parwanajab aaye yahan usko mayuus na lotanaho tez hawa kitni,lau apni bacha rakhnaraston pe nigaah rakhna- raahi ka pata rakhnaiss bhed bhari chup mei ik phool ne khilna haeusne inhi galiyon mei, ik shaks se milna hae
AMJAD ISLAM AMJAD
Buhat Shandaar Choice, have the previlige to listen this one from Amjad when I was a student at Government College, Lahore n he was used to visit GC so often:)
Buhat Shandaar Choice, have the previlige to listen this one from Amjad when I was a student at Government College, Lahore n he was used to visit GC so often:)
Agar aap ki pehchaan kuch hae unse toh humse milwane iss azeem shayy ko GS per bulwayen na. Lucky u!!
*Ya phir hame Lahore bulwaayen :) *