Re: Is baar naheiN…
Baat tu sahi aap ki Amal, they are really not “normal Poets” , but i believe Ishq-e-haqeeqi tu her insaan ki nature main hoota hay, himaut kurnay ki baat hay to write it in words, aap ko iss liye kaha kay you will be able to do it thora aasaani say ![]()
Musla zaroor hay kay aysi poetry kurna jiss main na tu mehboob sahib ki aankhain nazar aati hain, na baal, na ba wafai na bay wafai, na sath guzray hovay lamhay
but jub iss duniya ki batoon say dil dukhta hay kisi ka tu phir Ishq-e-Haqeeqi ko lafzoon main beyaan kurna nisbattan asaan hoota hay. khabhi try keejey ga, and i do belive it will also be as beautiful, as expersive as always, bulkay wo kiya kahtay hain, might be master piece ![]()