Zindagi ko warq bana key
Hr ik pall ko harf bana key
Tarash k dil qalam ki soorat
Lahoo se nuqtey laga laga key
Jo hum ne likha
Naam terey hayaat meri
Is aik khat ka jawab likhna
Ziada kuch nahi faqt hi itna
Merey hissey sawab likhna
Khud ko mera janab likhna!!
Re: Is Aik Khat Ka Jawab Likhna
boht khoob.,..........:p
Re: Is Aik Khat Ka Jawab Likhna
pktun bhai achi nazm hai ![]()
Re: Is Aik Khat Ka Jawab Likhna
thnx.................