waqt ki is gardish mei
mei kya sochon mei kya samjhon
woh ankhain jinmei mery liay
chahat he chahat thi
un ankhon mei kaysy ab
mei apna maqbra daikhon
Re: Irony
waisay mqbara marnay k baad banta hai ya marnay say pehlay?:)
Re: Irony
maqbra badh mai banta hai
aur Aqbrayhmmm:konfused: ka mujhay bhi nahi pata:hehe:
Re: Irony
it was a mistake dear!..![]()
Re: Irony
Good sharing!