Hi everybody!
It’s Cockroach Killer All 4 one & one 4 all.Hey listen to this everyone.
Ek bar kahein hospital may ek admy aata hai usskey donow kanoun may stiches lagey hothey hein woh waiting room may aata hay tho ek aur mareze bettha hota hay, woh poochta hay kay thumharey kanoun ko kya houa woh bolta hai yar muth poochh kya bathaoun thumhey…doosra aadmy phir poochta hay yar phirbhee bathaow tho saeh.woh boltha hay yar apun kaprey issthree kar raha tha itnay mayphone ka ghanti baja maynay utthaya, kan may lagaya aur zor se cheekh kar rakh dya. doosrey ney kaha " Achha tho yeh ek kan aisay jala tha. Tho doosra kan kaisay jala?" tho woh bola yaar uss gadhey nay phir phone kya phir may nay utthaya aur phir cheekh kar rakhdya.
![]()