Iraq bombing thread?

neva mind :smiley:

Re: Iraq bombing thread?

Arey mian, mein to kehta hoon yeh yaqeenan koi yahoodi sazish hai. Warna Kaptaan Jee baar baar satiya-naas na kartey forums ka. :stuck_out_tongue:

:smiley:

Re: Iraq bombing thread?

yeh kahin suna huwa lagta hai :halo::aq:

Re: Iraq bombing thread?

Arey mian, tabhi sey to Italics ka bharpoor faida uthaaya hai mein nay. Yeh baat zehan-nasheen kar lee jiyey gaa aainda kay liyey. :smiley: