Iqtibas

Re: Iqtibas

yeh to maiN ne nahiiN kahaa…insaan jo bhii kartaa hai uskaa zimmedaar vo Khud hotaa hai. shaitaan to Hashr ke din saaf nikal legaa yeh kah kar k “mujhe ilzaam na Daalo, meraa tum par koii zor nahiiN thaa…main ne bulaayaa apnii taraf aur tum Khud bhaag kar aaye mere paas. so, apne aap ko koso, mujhe nahiiN!”