Iqtibas

Re: Iqtibas

thankoo…to, phir pesh karo na apnaa iqtibaas taa k ham uskii grading kar sakeN! :smiley:

sabhii to chor haiN…kis ne koi apnaa kabhii kuchh likhaa…likhaaRii aajkal koi apnaa original iqtibaas nahiiN pesh karte…sab cut-pieces-glued hote haiN…ek baat yahaN se uThaaii ek baat vahaN se uThaaii aur phir joR jaaR ke ek naii baat banaa di! :slight_smile: