Iqbal teray daas ka kaya haal sunaoun ((((Pakistan Today))))

Re: Iqbal teray daas ka kaya haal sunaoun ((((Pakistan Today))))

mateen welcome to forum. keep sharing nice poetry :k:

Re: Iqbal teray daas ka kaya haal sunaoun ((((Pakistan Today))))

welcome/Khush-aamded/shubh-aagaman Mateen saaHab...kia jawaahir paaraa laayeN haiN ganjeena e ash'aar se nikaal kar...bahot Khoob par afsos k chand bad diyaanat HukmaraanoN ne mulk aur qaum kaa jo beRaa Gharaq kiyaa hai us par daryaa-haa e ashk bhii ravaaN ho jaayeN to unke kartootoN ko na bahaa paayeNge...Allah koii aisaa maseeHa hamaare beech paidaa kare jo inkii iiNT se iiNT bajaa de aur inko aise 'ibratnaak sazaayeN de k aanewaali nasleN bhii kaaNp kaaNp uTTheN...aameen

Re: Iqbal teray daas ka kaya haal sunaoun ((((Pakistan Today))))

Nice sharing and welcome to poery forum.