Iqbal Day - November 9 -

Re: Iqbal Day - November 9 -

Jab tak naa zindagi ke haqaaiq per ho nazar
teraa zajaaj ho naa sake gaa hareef-e-sang
yeh zor-e-dast-o- zarbat kaari kaa hia muqaam
maidaan-e-jang mein naa talab ker nawaay-e- chung
khoon dil-o-jigar se hai sarmaayaa-e- hayaat
fitrat! lahoo taraang hai ghafil ! na jal tarang