Re: Iqbal ba’naam kaamchor Khwateen o Hazraat
Yeh Mairay Liye naheeN Hay
maiN to Zameen Par Sota hooN aur Exercise Kar Kar Kay Munh bhi chota Kar Lia Hay ![]()
Re: Iqbal ba’naam kaamchor Khwateen o Hazraat
wadde aae Shah Dola ke chhohay ![]()
Re: Iqbal ba’naam kaamchor Khwateen o Hazraat
Kuch Kuch Waisa He Hogia Hay ![]()
Re: Iqbal ba'naam kaamchor Khwateen o Hazraat
tere sofe hain farnagi, tere qaleen hain irani
lahoo mujhko rulati hai, teri shopping ki farawani
Re: Iqbal ba’naam kaamchor Khwateen o Hazraat
kia me title badal sakti hun(takhrb kari:omg:
Re: Iqbal ba’naam kaamchor Khwateen o Hazraat
aap ne to motivate hona shru kar dia kaamchori ka tana sun kar
Re: Iqbal ba’naam kaamchor Khwateen o Hazraat
aj to me super active hun sobho se
oee sunday tak ese hi rahungi :madz: