They look soo cute together fighting and arguing. I just go in their thread and enjoy readin their replies.
“IQ apni aadut say majboor MM kay peechay bhaag raha hai naazreen and aap deykh rahein hain kay MM kitni houshiyari say IQ kay aagay chal raheeN hain. Faasla beecha may qaafi hai…issi liyeh naazreen IQ ko bari mehnat aur zour lagana houga MM takk pohnchnay kay liyeh.”
Naazreen yeh thii aap ki maizbaan EMM on GS television. Abb takk kay liyeh itna hi about IQ & MM. Abb ijazat chahti houN. Miltay hain uglay rouz same waqt and same channel kay saath
Apna khayal rakhiyeh ga and daykhna na bhooliyeh ga next episode of IQ & MM.
Take care
Allah hafiz