Re: introduce your friends
Phir ahista ahista wakt guzarta gya aur janab college tak pohnch gaye. Hatta ke aik Peer Baba ne in ke baaraY mai farmaya: Aye Allah ke bandaY, tu aik din zaroor bulandi par pohnchaY ga aur zaroor oonchayi ko chuey ga.
HHL , Suf'ay Dimag ki wajay say ek baat yahan bhol gaya hai :)
Us peer Aamil Baba nay Anu bahi ko yeah be kaha tah kay ' BAytaa , tu bohat bohat agaay Ja'aay gaa '.
Anu bahi nay ishtay'Yaq say Phochaa ' Baba bahla woh kaysay '
jawab milaa ' Tu jahan be jahay gaa , wahan loog tujhay bolain gaa ' chaal baa'ee chaaal Agaay chaaal ' .
HAQ Mollaah , Rahay Naam zinda US peer Baba Ka!