Intikhab

Anaiyatun ka kbhe wehshatun ka qayil hon
Mohabtun mr badi shiddatun ka qayi hon

zamin-e-shehr bhaly mujh pe tang kro leKin
Tumje khabr hy k mae hijraton ka qayil hon

Re: Intikhab

In muqaddas qadeem ankhon se
me naye khwab dekhta kese

Re: Intikhab

Mujh sa nhe mile ga k jhonka hawa ka hon
tujh sa tarash len gey k patther nazer me hey

Re: Intikhab

Tum jo hoty to zindagi hum se
talakh lehjy me bat kiu krte

Re: Intikhab

Pagal pan ki sari lakeren mere hath me kiu?
Jis ko chahun me hi chahun mae hi chahun kiu?

Re: Intikhab

wah :k: