Intikhab with StyloBabe

Re: Intikhab with StyloBabe

Bohat achi jaa rahi hain aap :k: n i like ur avatar !

Re: Intikhab with StyloBabe

:halo:

Re: Intikhab with StyloBabe

:halo:

Re: Intikhab with StyloBabe

zara sambhal ke aam choosna, kahin maali na pakar le :Princeali:

Re: Intikhab with StyloBabe

log yahan kya kartay hain mein ne xplain kar dia to kaafi logon ko bura lag jaye ga :)
So shayari parhnay walay parhtay hain aur bakion ka mein kya keh sakta hon same thread mein alag alag posts mein alag alag shayri ki baat kar raha tha mein jo k bilkul munasib hai aik he thread mein aik he post mein 3 3 poetry share karnay se sab ghich mich sa lagta hai infiradiyat khatam ho jati hai new threads bhi post karnay chaiye ye nahi k bas aik he thread mein sab kuch daal do iss thread ko bhi carry karein aur alag threads mein bhi post karein but itna nahi k parhnay wala dekhay k madam stylobabe k aik he page par 5 6 threads hain to woh comparatively aap k threads kam open kare ga aur aap ka acha intikhaab daad wasool kiye bina next page ki zeenat ban jaye ga :)
Simply yeh k

  • carry onn this thread
  • also create new threads
  • but itnay zyada nahi
  • do particiapate in daily n monthly activities
  • do open other ppl's threads and be there *]so ppl come to know that there is one other guppy who is takin interest in my intikhaab so he simply take interest in ur intikhab !

Re: Intikhab with StyloBabe

Laug yahan sirf apne doston ki poetry pe ache ache comments dete hein, aur doosron ke nuks aur fault nikalte hein.

**this is how we welcome a new member here?
Lonely pai if you dont like "simply move on". Im sorry to say but you are always complaining and whining. Mods are suppose to set rules here, mods are ok with this thread then why we cry? Just appreciate and enjoy like you expect from others.
Sorry i had to say this since stylobabe is a very respectable member.

:Princeali:**

Re: Intikhab with StyloBabe

Prince pai zara dobara parh lein meri post aik baar shayad ap ko apni ghalati ka ehsaas ho jaye k mein ne de-appriciate nahi guide kia hai !

Re: Intikhab with StyloBabe


awwwwwww so nice thanks a lot

Mainai tau kisi ki koi baat mind nahi ki and i will do wot i understand is rite and will ask fer help when i feel like .... thanks nyways

Re: Intikhab with StyloBabe

Mera kuch saman tumharay paas parha hai
Sawan k kuch bheegay din rakhay parhay hain
Phool mai liptay khat mei raak pari hai
Woh raak bujha dou mera wo saman lota do.....

Re: Intikhab with StyloBabe

nice :)

Re: Intikhab with StyloBabe

koi baat nahi pai, sorry agar mein kuch zaida bhol gaya to :wink:

ur welcome stylo

bohut khub :lajawab:

Re: Intikhab with StyloBabe

shukriya shukria

Re: Intikhab with StyloBabe

Ronay say kia haasil ai dil-e-sodai
Ankhon ki bhe ruswai daman ki bhe ruswai
hum loag samunder k bichray huay sahil hain
is per bhe tanhai us per bhe tanhai...

Re: Intikhab with StyloBabe

Wafa ruswa nahi karna, suno aisa nahi karna
main pehlay hi akayla hun mujhay tanha nahi karna
judai bhe agar ai tau dil chota nahi karna
bohat masroof hojana mujhay socha nahi karna
bharosa bhe zaroori nahi mager sab a nahi karna
muqaddar phir muqaddar hai kabhe dawa nahi karna
jo likha hai zaroor hoga kabhe shikwa nahi karna
meri takmeel tum se hai mujhay adah nahi karna
haqeeqat hai milan apna ise sapna nahi karna
humain tum yaad rahtay ho
humain tum khud sai juda nahi karna.....

Re: Intikhab with StyloBabe

Mujhe acha sa lagta hai tumhi ko dekhte rehna
tumhi ko chahte rehna tumhi ko sunte rehna
bohat gehre khayalon main jawabon main
sawalon mai
muhabbat k hawalon mai
..tumhara naam a jana mujhe acha sa lagta hai
tumharai sang sand chalna wafa ki aag mai jalna
tumhein naraz kar daina kabhe khud bhe root jana
tumhari berukhi pe bhe tumhari arzo karna
apne dil ki dharkan se tumhari guftagu karna
mujhay acha sa lagta hai

Re: Intikhab with StyloBabe

Kiun rakhoon main ab apni kalam may seyahi
jab koi armaan dil mai machalta he nahi
na jane kyun sabhi shak karte hain mujh par
jab koi sukha phool meray kitab mai milta hi nahi
kahish tau bohat the meray pyar mai magar
kya karoon koi pathar dil pighalta hi nahi
Agar Khuda milay tau us se apna pyar manguga
Par suna hai woh marne sai pehlai milta hi nahi..

Re: Intikhab with StyloBabe

Nice sharings Stylo :k:

Re: Intikhab with StyloBabe

Kab Safar Shoro Karna Hay … Aur haan Ticket Plane ka Hona Chahiay …:blush:

Re: Intikhab with StyloBabe

thankx

PK u r late i already got my hamsafer :stuck_out_tongue: