Sitara hurf banate haiN- khawab likhtay haiN
Tumharey Naam pe inteysaab liktay haiN
HayaaT sab k leay ek sawal laaTe hai
Tamam Umar Ushi ka Jawab likhtay haiN
Mein Unko Hurf banaTa hooN or parta hooN
Yea haadsaY meray dil mein kitaab liktay haiN
Bura na maan k yea shairooN ki Baatain haiN
yea Logh apney Azab-o-Sawab liktay hain
( Saleem Ahmed )