Re: Interview of Aslam Bhai
[quote=“Janwar”]
Famous Ajnabi -=-=-= larki tu appun ko dara rale hai ? ? aPpun ko kyun dara rale hai aPpun nay tera kia begara hai baap . . . dekh appun ko chota sa nana sa pala sa dil hai jo larki logo ke akha duniya mai dar dar kay dharak rela hai sumjhi kia . . . or bush ko tapkanay ka tu appun teray ko chapan gale kay peechay lotay khan ke dookan say samnay walay babu halwai kay shop number 420 par mil jaie ga waha aakar meeting kar lena . sumjhi kia . or hai wesay personally i dont hate girlz woh alag baat hai kay girlz hate me ![]()
ASlam bhae lady log say dar gaya aap nay kuch naen bigara bas apun to tang kar rayla hai tarya ko
alayyyy alayyy chotaaaaa sa nanhaaaaaaaaa sa dil aor Aslam bhae ka
chal bhag jhotay kaheen k chotaa sa nanhaaa sa dil
waysay apun mazak kar raha hai dil pay naen laynay ka bhae you now apun lady loog ka adat hai woh main Halwai ke shop pay nahin aa sakte apun ka aor us ka udhar ka mamla hai na to woh daikhay ga to mangay ka paysa wapis
aysay karo pahlay us ko tapka doo phir apun aap say milta hai with money ok
you don’t hate girls I know that I was just kiddin but why girls hate you? ![]()