Re: Interview of Aslam Bhai
Desi_angel - - - app ko dekh kar aik song yaad ayah hai . . . movie zahar * agar tum mil jaoo zamana chor day gay hum *
magar taqder bananay walay tunay kame nah ke , abb kis ko kia mela moqadar ke baat hai
so humhara moqadar tu bus yo he akelay chaltay jana hai aik lambay safar par bagar kese humsafar kay , bus chaltay janaa hai kay kab yah safar tamam ho or hum zindage say dor ho kar aik konay mai umer bhar ke neend sooo paie ![]()