Interview of Aslam Bhai

Re: Interview of Aslam Bhai

desi angel = = = kahay ko appnay button jasi ankhay hela rale hai or appun ke yah nahi sumhaj aarela kay teray ko appun samnay khara ho kar kab say line kara rela hai or teray wanday mai nahi aarela . . . . tubelight khool appni ankho ke or deegh tera doost teray leyah flower leyah kharela hai :flower1:

Re: Interview of Aslam Bhai

:slight_smile: kya kare? humari 3-inch ki glasses gum hogayi thi :smiley: wase thanx for the phool…ill go plant it in my backyard :stuck_out_tongue:

Re: Interview of Aslam Bhai

wah jii wah . . . . appun ka phool teray gulshan mai rah kar appun ke yaad teray zindage bhar ka sathi ban janay wala hai . . . kasam uraan chalay ke yah doosti hum nahi choray gay , choray gay gar agar tera sath nah choray gay :hug:

Re: Interview of Aslam Bhai

:slight_smile: kya baat hai..ek phool jo le liya aap ne to zindagi bhar ka saathi banane hi kar daali :stuck_out_tongue: aap ki speed tori jaldi nehi hai :smiley: lol

Re: Interview of Aslam Bhai

^^ mai janta ho app ko saharay ke zarorat nahi , mai tu bus app ka sath denay ayah tha :teary2:

or zindage woh he jis mai rishto ke khoosbo ho , or rishtay woh he jis mai pal pal ka jeena ho :slight_smile:

or hai speed ke jo baat hai woh shayed app or hum taay nahi kartay , karta tu sab OPER wala hai , shayed us nay he is pal hum dono ko milana tha or abb dekhna hai kay kab tak kay leyah :slight_smile:

Re: Interview of Aslam Bhai

Janwar jee..ache bache rote nehi hai :slight_smile: hum doosaron ke sahare jeena chor chuke hai…lekin dosti zaroor karen ge :smiley: wase aap normal urdu bhi bool lete hai? :stuck_out_tongue: Mashallah kya baat hai :rotfl:

Re: Interview of Aslam Bhai

WHY! why does this thing not die and sink to the bottom of the GS ocean.. WHYYYYY!!

Re: Interview of Aslam Bhai

Desi_Angel = = = aray appun ke urdu aik dum rap-chick hai , bolay tu bindas . . . sumjhi kia :wink: wesay yah doosti ka nazrana qabool farmaie or sath he sath yah dil ke khoosbo say mahka howa phool appnay zulfo mai lagaie :flower1:

ChandBati = = = kia howa kis ko marnay ke baat kar rahe ho ? ? ? khareyat tu hai aunty ? ? ?

Re: Interview of Aslam Bhai

Aap phoolon ki dakan pe kaam karte hai? :smiley:

Re: Interview of Aslam Bhai

desi_angel = = = nahi hum nahi kartay , magar bhala aik haseen or masoom cheray ko dekh kar phoolo ke yaad nah aie yah kabhi ho sakta hai bhala . . so is wajha say har bar app kay kadmoo mai phool beekharna chatay hai or app appnay kadam peechay hata rahe ho :)

Re: Interview of Aslam Bhai

yaaaaaaaarrrr…kaha na aslam sai salooo banaya …khud mainay…aur koee nahee saloo…main aur kisi saloo ko nahee jaantee…aik hee aik ho abhee tak tou… aur shayad aik hee raho :blush: he he he :stuck_out_tongue:

Re: Interview of Aslam Bhai

aap ko shayar ya phir writer hona chahiye tha :slight_smile:

Re: Interview of Aslam Bhai

Scorpion Babe = = = oh salo nahi kalu bolo tu appun par aik dam sat lagay ga kia :wink: sumjhi nah . . . . or wesay itnay din say kaha the :mad3: dont u realize my thread missing u alot :bailan: or mai bhi :blush:

Desi_angel = = = mai shayar tu nahi , magar aaaaa haseen , jab say dekha tujh ko , mujh ko shayari aagaie :wink:
wesay hmmmmmmmm khair janay day :wave:

Re: Interview of Aslam Bhai

:slight_smile: kya jaane de? (is that a hi or a bye :confused:?)

Re: Interview of Aslam Bhai

Desi_angel - - - app ko dekh kar aik song yaad ayah hai . . . movie zahar * agar tum mil jaoo zamana chor day gay hum * :blush: magar taqder bananay walay tunay kame nah ke , abb kis ko kia mela moqadar ke baat hai :slight_smile: so humhara moqadar tu bus yo he akelay chaltay jana hai aik lambay safar par bagar kese humsafar kay , bus chaltay janaa hai kay kab yah safar tamam ho or hum zindage say dor ho kar aik konay mai umer bhar ke neend sooo paie :slight_smile:

Re: Interview of Aslam Bhai

:blush:

Re: Interview of Aslam Bhai

Chandbeti,,,, please dont make it too obvious... we all know who ur lusting after.... and its not Tom welling! ;)

Janwar,,, ustaad, meri baat maan,,,, PM chandbeti,,, shes got the hots for u.... try maar ustaad... bachi ka dil aaya hua hay,, ma kasam :p

Re: Interview of Aslam Bhai

looking good :k:

Re: Interview of Aslam Bhai

Desi Angel = = = app ke masoom haayaa kahe humhara dil nah lay jaie ;)

KAKA_atom_bomb - - - nahi bhai koie hot nahi hai un ka hum par or nah he humhara koie chakar chalnay wala hai un kay sath . . . mujh ko app khoosh nahi dekhna chatay tu bata day ill PM to her . . . . or agar khoosh dekhna chatay hai tu dont ask me to PM her . . . . wesay by the way app ho kaha bhai . . . nazar he nahi atay . . . . we all miss u man . . . or wesay app kay hotay howay mari kia majal kay mai larkiyo ko dooray dalo . . yah kaam app par fit hota hai coz u lookz like a model nah . . .

Sky - - - shukreyah . . . :)

Re: Interview of Aslam Bhai

[quote=“Janwar”]
Scorpion Babe = = = oh salo nahi kalu bolo tu appun par aik dam sat lagay ga kia :wink: sumjhi nah . . . . or wesay itnay din say kaha the :mad3: dont u realize my thread missing u alot :bailan: or mai bhi :blush:

AWWW… SO SWEET OF U…SORRY MAN I WAS A BIT BUSY BUT NOW INSHALLLAH I’LL BE REGULAR DUNE U WORRY BAS…TUSEE KHUSH RAO! :wink: BAAQI SAB HANDLE KANEY KO APUN HAI NA…SO, JUST CHILL! :hug: