Re: INTERESTING but UNFAMILIAR urdu phrases/idioms
**![]()
Har roz ek ek ka jawaab aur samajhne ki koshish kar sakti hoon ![]()
**
Jo meray pallay parra : Urdu bolni hai to 50%+ kissi aur zabaan [angrezi] ka istamaal karna hai…
“Aab” = Pani ?
Aab Aab kehtay kehtay mar gaye aur maanga tha paani ?
I think my dad told me this one with its context ![]()