INTERESTING but UNFAMILIAR urdu phrases/idioms

Re: INTERESTING but UNFAMILIAR urdu phrases/idioms

Complete saying is:

Jub Okhli Men Saar diya To Mooslay Se Kia Darna.

Has anyone heard of

“La Mere Chanay Ki daal”

Pout Ke Paaon Paalnay Mein Nazar Aatey Hain

Chard Ja Beta sooli Pe Raam Bhali Kare Ga

Haath Kangan Ko Aarsi Kia, PaRhay Likhay Ko Farsi Kia

Waitnig for KKF to bring something he promised. :slight_smile: