inteqam na lai

chirag e shame jilaye to mera naam na lay
ujala hokar andheeray say inteqam na lai

Re: inteqam na lai

waisy iska matlab mujya bahi tak clear nahi how, mager acha laga to yahan post kardiya hai. koi iska matlab smajaye?