Intehai BULAND muqaam par maujood --

GADHA :smiley:

yeh ooper kaisay gayaa ?? :confused:
aur issay darr nahiN lag rahaaaa ?? :eek:

[thumb=A]Kkhoota.JPG[/thumb]

i think Modz kai dur sai :D

simply seema - wasay naa tum kafi complex hoo :rolleyes:
jab bhi gadhooN ka zikr-e-khairr hoota hay - tum mods ka naam bhi laitee hoo - aisaa kiyoon :hoonh:

yeh tau aap Gadhoan oops i mean Modz sai poochain :snooty:

Re: Intehai BULAND muqaam par maujood –

:eek: yaar yeh tou apna wala gadha hay :wink:

apnaay walaay subb hi gadhay haiN :smack:

warnaaa - naubat yahaN tak naa poohanChteee :smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by Simply Seema: *
i think Modz kai dur sai :D
[/QUOTE]
yeh bhee tau ho saktaa hay jiger kay un kay ooper chalang lagaanay kay liyeh gayaa ho;) aur ab woh dar rahay hon:D

perspective talks:p

PS 7

lolz

Usi say poochooo

Its tryin 2 convey this message...."Im da king"....

He is :D
looking at it in THAT perspective :p

This is the height... :D

kiya maqam piya hai.... wah wah....

:hehe:

waisay mujh ko aisa kyon lag raha hai ke is faraaz ke ain nashaib main hamara phajja banhein phailaay khara hai aur zor zor se keh raha hai Shabaash! Daro nahin..tum chaal (chalaang) to maro..main tum ko catch kar loon ga!

Gadhay: Don’t listen to phajja..he has been known to hurt others in a similar fashion :stuck_out_tongue:

Khanu TumHaiN buhat zoor ki choot lagi thee ??? :blush:

Khanu tou ooPer say gira aur M :mad: D bun gaya :smiley:

:rotfl: saaray mod maarain gey abb;)