raatma din ka intazar
mohabat ma wasal ka intazar
dori ma karbatoo ka intazar
dokhoo ma khuchi ka intazar
khiza ma bahar ka intazar
tapti doop ma barish ka intazar
subha ma sham ka intazar
intazar intaza intazar
ya zindagi hai intazar
zindagi jati howa marnay ka intazar
fakat marta dam tak intazar intazar…