Insha ji utho ka jawab

Has anyone heard that ghazal related to “insha ji utho”(by amanat ali). I think it was an answer to “Insha ji utho”. Anyone knows who sang it and where can i get it from???


~^Sar faroshi ki tamanna ab hamaare dil meN hai
Dekhna hai zor kitna bazoo-e-qaatil meN hai.
^~

I have it. I dont remember who sang it though. Message me on MSN and I will send it to you!

Thanks :)

nahee bhahi inshaa ji utho ka juwaab was "yeh kis ne kaha inshaa ji .....ab kooch karo yeh sher tumhaara appnaa hai" I think written by late qateel shaffi.
but never the less inshaa ji utho was written by the poet himslf I think.

never mind thats what I think.

Do you know who sang it????

All i know is that he's Saleem someone. So search for 'saleem' or 'insha ji ka jawab' in audiogalaxy.

aah…just found out that it was salman Alvi. couldn’t find it at audiogalaxy.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

[This message has been edited by Sirfarosh (edited May 03, 2002).]

I couldn't resist posting. :)

[quote]
yeh kis ne kaha, tum kooch karo
yeh kis ne kaha, tum kooch karo
baatein na banao insha ji, insha ji, insha ji
yeh shehar tumhara apna hai
issay chor na jao, insha ji, insha ji, insha ji
yeh kis ne kaha, tum kooch karo

ek rooz to kiya wo hashar talak
rakhay gi khula darwaazay ko
ek rooz to kiya wo hashar talak
rakhay gi khula darwaazay ko
kab laut ke ghar ko aao gaiy
kab laut ke ghar ko aao gaiy
sajni ko batao, insha ji, insha ji, insha ji
yeh shehar tumhara apna hai
issay chor na jao, insha ji, insha ji, insha ji

kiya sooch ke tumne seenchi thi
kiya sooch ke tumne seenchi thi
ye kaisi kiyaari chahat ki
kiya sooch ke tumne seenchi thi
ye kaisi kiyaari chahat ki
tum jinko hansaatay aye ho
tum jinko hansaatay aye ho
unko na rulao, insha ji, insha ji, insha ji
ye shehar tumhara apna hai
issay chor na jao, insha ji, insha ji, insha ji

tum laakh seyaahat ke ho dhani
ek baat humari bhi maano
tum laakh seyaahat ke ho dhani
ek baat humari bhi maano
koi jaa ke jahan se aata nahi
koi jaa ke jahan se aata nahi
uss des na jao insha ji, insha ji, insha ji
ye shehar tumhara apna hai
issay chor na jao insha ji, insha ji, insha ji

nahi sirf Qateel ki baat yahan
kahin Sahir, kahin Aali hain
nahi sirf Qateel ki baat yahan
kahin Sahir, kahin Aali hain
tum apnay puraanay yaaroN se
tum apnay puraanay yaaroN se
daaman na churaao insha ji, insha ji, insha ji
ye shehar tumhara apna hai
issay chor na jao, insha ji, insha ji, insha ji

ye kis ne kaha, tum kooch karo....
[/quote]

aaahh..
Thank you so much sehar ji

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

:slight_smile:

hey thanks baji
it is really superb piece of poetry.

Re: Insha ji utho ka jawab

JAWAB - E - INSHA , YEH KIS NE KAHA TUM KOOCH KARO - SALMAN ALVI - YouTube