yaar .. 16 anay sachi baat kahi hai ..
U know, I have an uncle and he is some masters from Punjab Uni aur un ko punjabi mai baat krnay ka bohat shoq hai .. .. .. normally jo desi log un say mitlay hain .. wo un ko kahtay hain .. aap ki batou say nahi lgta k aap parhay likhay hai .. q k aap english nahi boltay .. aur wo muskra detay hain .. ![]()