Insann key haqeqat keya hai--------

Insann key haqeqat keya hai, bataou mouj kou
uss simeth say aatea hai saada, tum jahil, tum kafir,

mera maqam baland bouhat or ap ka hai pust
Serh he pa deen key, mai allah ka qareib bouhat

Her aik batata hai humein mantaq e islam
Jaesay kay woh khouda or hum, tum gulam houn

paatay rehtay hein jaz za aksir looug, un ka hathoun
werna suna detay hein sazza rehm key halat mein woh

Hai jan say bhi mara bohatoun ko, magar nam badal kar
Gaeibat mein woh rehtay hein khuda wand kay ma nind

Hai nam badalnay key zarourat kaesee
Woh jantay hein iss kay fawaeid hein bouhat

Kash woh janatay yeh daaway e khudaei hai galat
Galba shatan ka or cheloun kay shatan ka, hai un per

Housoul e zir ka leya qatil o garat woh karatey hein bouhat
un ka youn marna insan kou or dawa ay pai rawe a sunnat galat

Hai douwa mery yeh rub, basad eaij say, moulla kar un pa reham
Peyar mein islam kay sub kar guzarnay kou woh hein aamada

Un key masoomyat say shatan na faeida uthaya hai bouhat
un key jazbati mouhabat tuj say,or shatan ka galba bahr pour

Dil he dil say her waqt kam leye jatay hein woh sub
Kuon ka demag or aqal per qabza keya shatan ka hai